Yahaan Vahaan Lyrics – Farhan Akhtar – Shaadi ke side Effects

Yahaan Vahaan Lyrics song is new song from Shaadi ke Side Effects movie. Song is sung by Frahan Akhtar.

yahaan vahaan lyrics farhan akhtar

Yahaan Vahaan Lyrics – Farhan Akhtar

Kal ko bhulo na
Kal toh bitaa re
Sooni chaukhat pehain dekho aaj baitha re

Kal ko bhulo na
Kal toh bitaa re
Sooni chaukhat pe
hain dekho aaj baitha re

Yahaan wahaan yahaan wahan
Phirta mein,
Jahaan tahaan kahaan kahaan
hui jo hain khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa

Yahaan wahaan yahaan wahan
Phirta mein,
Jahaan tahaan kahaan kahaan
hui jo hain khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa

Kashti hoon main woh tanha
Dhoonde jo sahil
Tere dil ka woh kona
hain meri manzil

Kashti hoon main woh tanha
Dhoonde jo sahil
Tere dil ka woh kona
hain meri manzil

Maane ki tu hain na badi khafa
Main bhi zara dun yeh tujhe bata
Tere bin din guzar jaaye
Shaam dhal jaaye
Raat beete na

Yahaan wahaan yahaan wahan
Phirta mein,
Jahaan tahaan kahaan kahaan
hui jo hain khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa

Mujhko itna sukoon hain
Sach main kehta hoon
Gusse mein hi sahi
Tere dil mein rehta doon

Mujhko itna sukoon hain
Sach main kehta hoon
Gusse mein hi sahi
Tere dil mein rehta doon

Maangu main toh bas yahi dua
Dard ki de mujhe koi dawa
Tere bin kaise samjhaye
Chainn na aaye
Dil yeh maane na

Yahaan wahaan yahaan wahan
Phirta mein,
Jahaan tahaan kahaan kahaan
hui jo hain khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa

Yahaan wahaan yahaan wahan
Phirta mein,
Jahaan tahaan kahaan kahaan
hui jo hain khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *